chul larki teray chkar main hum shair hogay
thay rustum bhut pahlay ab kayar hogay
thay rustum bhut pahlay ab kayar hogay
ana parasti main nhen tha sani koi apna
abb tu apni hasti bhula di aur mayal hogay
abb tu apni hasti bhula di aur mayal hogay
khud ko socha ha jub tanhai main ja kar
maslihaton ko tarashnay k mahir hogay
maslihaton ko tarashnay k mahir hogay
youn bhi hota ha aksar khud ko bhol jatay hain
teri ankhon ki jhilmil say jub say ghayal hogay
teri ankhon ki jhilmil say jub say ghayal hogay
ishq ka kasa tha muqadar ay naeem
badshah hotay hotay sayal hogay
badshah hotay hotay sayal hogay
No comments:
Post a Comment