Sunday 15 March 2015

sub kch rawan ha jewan ki uran rukti kahan ha
teri yadon ka charagh bujhta nhen bujhta zindagi ka dia ha

faqat tum hi sahara ho aashkar jo huwa ye raz hum par ab
moj daria ki tu chalti ha samandar ki laharon ka kahan thikana ha

wo mayal ba karam hon tu kch aas ho chilman main baharon ki
ghuncha jo khilnay ko baytab ik zamanay say raha ha

apni dewangi p jo kartay hain ghor-o-khoz tu tamaskhar urata ha ye dil
unki shokh adaon nay sahar jo hum p jama rakha ha

nadan nhen ha ishq k sadion say teray wasal main hey beqarar naeem
wo dasht ki wahshaton main ujar ki skhation main sakoon-e-qalb hi raha ha

No comments:

Post a Comment