Thursday 19 February 2015

Zeest k safar main kahan say kahan nikal gay
mohabbaton ka silslala k kat'tay kat'tay kut gay

ik sarab ki talash main
hum manzalon say bhatak gay

kabhi youn laga k tum mil gay
kabhi ajnabi ho kar kho gay

zeest nay likhay kch is tarah
diay haadson p haadsay

kabhi hasraton nay dabo dia
kabhi anso'un main bhago gay

wo bewafa ha tu kia huwa
hum bhi bewafa ab ho gay

hay nirali kch ye mamaslat
magar aik naam tu ho gay

uski bewafai tu hum say ha
hum zindagi say ho gay

tum nhen ho tu kia ha ghum 
teri yadon k angan main so gay 

Zeest k safar main kahan say kahan nikal gay
mohabbaton ka silslala k kat'tay kat'tay kut gay

No comments:

Post a Comment